≡ ▼
ABC Homeopathy Forum

 

 

Remedies:

Boiron Arnicare ®: not available in . Available

 

 

Similar posts:

medicen for stomuch pain 1

 

The ABC Homeopathy Forum

medicen for stomuch pain

Good evining all doctors.
Sir meri wife ke stomuch me barabar pain rahta hai.ultrasoun karne par pata chala ki uske bachadani me gaanth ho gaya hai.Patanjali ke Ayurvedic doctor ko dikhane aur uska medicen khane ke baad 7 month me gaath thick ho gaya hai par sir uske stomuch me nabhi ke niche barabar pain rahta hai aur mens ka bahut problom hai.abhi aaj 16 days ho gaya hai par mens abhi bhi aa raha hai. Sir ayurvediv medicen khane ke 7 month ke baad ultrasoun karane ke baad pata chala ki bachadani ki gaanth thick ho gaya hai.par sir stomuch pain thick nahi ho raha hai aur mens ka bahut problom hai. mens thick hone ke baad 8 days ke baad phir se aa jata hai. Letring din me 4 se 5 bar hota hai. Sir please aap sabhi doctor se mera reqwest hai app log meri wife ka problom ko dur kare. Agar aur koi jankari chahiye to mai batane ke liye ready hu.meri wife ki age 27 year hai aur mairege ka 8 year ho gaya hai par abhi tak maa nahi ban payi hai. Maine apna semen test karaya to report se malum chala ki mujhe AZOOSPERMIA ka problom hai. Mera sperm count nill hai. Sir kya ham pati patni maa baap ban payenge.Aap sabhi doctor ke replaye ke intejar me. Sir please hamlogo ki help kare. Thank u.
 
  jeetendra prasad on 2014-02-09
This is just a forum. Assume posts are not from medical professionals.
Will analyze and come back.
 
Zady101 last decade
Sir please help me. meri wife pet dard se presan hai aur mense abhi bhi aa raha hai please any doctor hepe my wife problom. Thank u.
 
jeetendra prasad last decade
Usko aap Sabina 30 dijeye

Dissolve 2 drops in 3 tablespoons water in a disposable cup, stir a few times and drink. Har 2 ghante mein aise dijeye total 4 ya 5 baar. Jaise pain kam hojaye dawa rok dijeye. Update me tomorrow.
 
Zady101 last decade

Post ReplyTo post a reply, you must first LOG ON or Register

 

Important
Information given in this forum is given by way of exchange of views only, and those views are not necessarily those of ABC Homeopathy. It is not to be treated as a medical diagnosis or prescription, and should not be used as a substitute for a consultation with a qualified homeopath or physician. It is possible that advice given here may be dangerous, and you should make your own checks that it is safe. If symptoms persist, seek professional medical attention. Bear in mind that even minor symptoms can be a sign of a more serious underlying condition, and a timely diagnosis by your doctor could save your life.