≡ ▼
ABC Homeopathy Forum

 

 

Similar posts:

Sleep disorder: Light sleep during morning. 2greenish phelgm coming out in the morning by cough 9Frequent cold , Sneezing in morning after rinsing face 3Stiff neck und upper back every morning 4ED , Lack of desire, No morning erections 1Itchy ears at on the morning and it night 4Croaking and deep sound in morning, evening and night time 1Snizzing problem in the morning mostly 10ED. No night falls. No morning erection. 10Forum outage this morning 1

 

The ABC Homeopathy Forum

Good morning Dr.Mohla sir.

Sir main apni bhabhi ki puri problom aap ko detail me mail kar raha hu.please help her life.
BACK PAIN
mera bhabhi ka pith (back) me dono hantho ke bich me ak hi jagah hamesa pain rahta hai.aur jaha par pain hai wanha dabane se aur pain karta hai.aur saans lene par bhi pain hota hai.hantho ko upar uthane aur rice khate samay first niwala nigalne par back me niddle cubhane jaisa pain hota hai.
WAIST PAIN
kamar ke joint me hamesa pain rahta hai.kamar ke charo taraf dard rahta hai aur aage jhuka nahi jaata hai.kuchh der baithne ke baad sidha khada nahi ho pati hai.aur bistar par sone ke baad utha nahi jaata hai.karwat badalne me bhi paresani hiti hai.jab fist baby ki delevery hui tab se pain ho raha hai.
CHEST
aage jhukne se chest me pain hota hai aur night me gahri nind me 12 baje ke baad drawna sapna aata hai aur nind khul jata hai.phir maan me bechaini hone lagti hai aur left chest me sansanahat aur pura sar me jalan hoti hai. Jab aisa hota hai usi samay letring lagta hai aur phir nind nahi aata hai. subah 4 baje ke baad aaram lagta hai. Jab aisa hota hai to cold lagta hai aur hand aur leg pura cold ho jata hai.Sir aisa koi tention ka baat ho ya koi jor se bol de ya koi sed news ho to aisa hota hai sir nind me koi jor se awaj kar de to chest ki dharkan jayada ho jaati hai aur left chest me pain hota hai.aisa tabhi tak hota hai jab tak sone ki kosis karti hai jab uth kar baith jati hai to chest ka pain aaram lagta hai.sir mens aane ke 10 din pahle breast me pain hota hai aur mens aa jane se pain apne aap thick ho jaata hai.
BELLY
Mens aane ke 8 din pahle se pedu aur kamar me pain jaada ho jaata hai aur letring daily nahi hota hai.chura khane se daly hota hai nahi to 2 din baad hota hai. Aur mens samay se 7-8 din pahle aata hai.
FOOT
pair me bhi hamesa pain rahta hai.aur talwa khicta hai.jamin me leg rakhne se sole me ginginahat hoti hai.pura leg me niddle chubhne jaisa pain hota hai.pura leg apne phul jaata hai phir apne thick ho jata hai.kahi bhi safar karne se bhi leg pura phul jaata hai.
HEAD
sar dard kabhi left side kabhi right side aur kabhi pura sar dard deta hai.aankh se paani girta hai aur khujli hota hai samne ka kam dikhai deta hai.
HAND
hanth ki finger ke joint me hamesha pain rahta hai.aur muthi bandhane me problom hoti hai aur hatheli me hamesa jalan hota hai. Sir main unki puri report aap ko post kar raha hu.

USG OF WHOLE ABDOMEN
Impression : Normal Study.

RA Test : Negative
S. Uric acid : 6.1 mg %
S. Calcium : 8.0mg %

X-RAY L/S SPINE
Loss of lumbar lordosis is seen.
Reduced disc spaces are seen at L4-L5 and L5-S1.
Vertebral bodies and post. Elements are normal.
Pre and paravertebral soft tissues are normal.
Sir please aap is case ko study kare aur please meri help kare.thank u.
 
  jeetendra prasad on 2014-03-19
This is just a forum. Assume posts are not from medical professionals.
Sir bhabhi ka age 36 yers hai aur unke 3 baby hai aur first baby ka age 19 years hai.
 
jeetendra prasad last decade
Sir bhabhi ka age 36 yers hai aur unke 3 baby hai aur first baby ka age 19 years hai. Sir abhi unko ARNICA - Q Aur BRYONIA - 6 de raha hu. Thank u.
 
jeetendra prasad last decade
Please sir reply me.please
 
jeetendra prasad last decade
sir can you recommend me any medicine for enhancing the intercourse timing.
 
leemike last decade
Dr.Mohla and Dr.Anuj please advice my bhabhi problom.
 
jeetendra prasad last decade
Please reply me sir.please
 
jeetendra prasad last decade
Apni bhabhi ko rhus tox 30 din me teen bar de 7din tak fir report kare.
 
akshaymohl last decade

Post ReplyTo post a reply, you must first LOG ON or Register

 

Important
Information given in this forum is given by way of exchange of views only, and those views are not necessarily those of ABC Homeopathy. It is not to be treated as a medical diagnosis or prescription, and should not be used as a substitute for a consultation with a qualified homeopath or physician. It is possible that advice given here may be dangerous, and you should make your own checks that it is safe. If symptoms persist, seek professional medical attention. Bear in mind that even minor symptoms can be a sign of a more serious underlying condition, and a timely diagnosis by your doctor could save your life.